Wbjee me 2022 ke Counselling ke liye diya gya Marks VS Rank ka data bahut helpful hoga. is Article men 2019, 2020, 2021 tino ka Data Dekhte huye 2022 ka data nikala gya hain. Jisse aapko koi dikkat n ho.Isme hm log Overall Rarks Vs rank to dekhenge hin. lekin Kuch AAP sabhi ke senior ka Personal marks and rank dekhenge jisse ki aapko aur aashani hogi.
Marks Vs Rank in Wbjee 2022: Agr hm pichle sal yani 2021 ki bat Karen to is sal Paper Kuch jyada hin Tough tha. Math ka question jo tha vo Jee Advance se Halka low lekin Jee Mains ke General Level se jyada tough tha. jis Karan is sal km Marks pr bhi achchha rank aa gya.2021 me Bahut sare student Corona ke Karan Exam dene nhi aaye the. Jis karan Rank aur bhi gir gya.
Maine 2021 me Exam diye kuch students ka marks aur Rank janne ka koshish kiya. Bahut saren dost apna Marks mujhe bheja. Jisse main aur aasani se Marks Vs Rank ka Data nikal ska. Niche mere kuch dost ka ka Marks Vs Rank table diya gya hain.
Also read: How to prepare for wbjee 2022
Table of Contents
Marks Vs Ranks of 2021 WBJEE Students
Marks | Rank |
---|---|
71 | 1312 |
68.4166 | 1550 |
65 | 1760 |
62.5833 | 2075 |
61.5 | 2177 |
55.25 | 3031 |
54.94 | 3085 |
50.8 | 3883 |
48.003 | 4592 |
44 | 4669 |
47.25 | 4843 |
48 | 5072 |
42.8 | 6453 |
46.25 | 7084 |
35.8 | 10505 |
32 | 15230 |
24.73 | 24301 |
20 Below | 30k+ |
Wbjee Marks Vs Rank for 2022
Marks Vs rank in wbjee bahut sare research karke aapke liye data taiyar kiya gya hain. ye data thoda aage piche bhi ho skta hain. ye data aage pichhe tabhi hoga jb kisi year Question easy ya tough question aa jaye( jaisa ki 2021 men Tough question aane se data pura idhar udhar ho gya. jaisa ki maine upr btaya hain). Agr Normal question aaye jaisa ki wbjee ka trend btaya jata hai(Board se uper ke level ka question and JEE main se niche ke level ka questions). niche ke table me Wbjee 2022 ke Marks vs Rank ka data diya kya hain.
Marks | Rank |
---|---|
150+ | Under 10 |
120-150 | 11-500 |
110-120 | 501-800 |
100-110 | 801-1,000 |
90-100 | 1,001-2,000 |
80-90 | 2,001-3,000 |
70-80 | 3,001-5,000 |
60-70 | 5,001-8000 |
50-60 | 8,001-10,000 |
30-50 30 Below |
10,001-20,000 20,001+ |
FAQ’s
1. Marks require for Admission to Jadavpur University?
Ans: 100+ marks
2. Marks require for Admission to Jadavpur University In top branch?
Ans: 120+ Marks
3. Rank require for Admission to Jadavpur university?
Ans: Under 1000 rank
4. Rank require for Admission to Jadavpur university In the top branch?
Ans: Under 200 rank
5. Wbjee highest marks in 2021?
Ans: 100+
6. Wbjee total marks?
Ans: 200 which is Math carry 100 marks and Physics/chemistry both are cover 100 marks
7. Wbjee rank with 50 marks
Ans: 8,000-10,000 rank
8. Wbjee rank with 40 marks
Ans: 10,000-20,000
9. Wbjee rank with 30 marks
Ans: 20,000+
10. Wbjee rank with 60 marks
Ans: 5,000-8,000
11. Wbjee rank with 70 marks
Ans: 3,000-5,000
Also, read…
Official website of Wbjee – Click
Information Bulletin of wbjee 2022 – Click
Top Seven private College Under Wbjee – Click
Top Seven Government College Under Wbjee – Click
Bihar Student Credit Card Yojana कैसे अप्लाई करें ? – Click
Top Engineering college Under WBJEE – Wbjee 2022 – Click
All Information Regarding Wbjee 2022, Date, Exam Pattern – Click